ऑंखें बिछाए बैठी है वो , रोज रहा तकती है मेरी
जाने किस वादे पर आस लगाये बैठी है मेरे ,
आँचल की चादर , पल्लू का सहारा , प्यार की डांट और आंखों की नमी ,
सब कुछ तोह लूटा चुकी है मुझपे ,
बस मुझे मांगती है माँ मेरी,
हर पल सताया है मैंने उसे ,
फिर भी खुशी मांगती है मेरी ,
शतरंज के खेल में हर बार जान बूझ करव हारी है मुझसे,
और कहती है तू है जीत मेरी ,
उसे छोड़ पूरी दुनिया को दोस्त बनाया है मैंने ,
फिर भी मुझ अकेले को कहती है तू है दुनिया मेरी ,
एक मुद्दत से देखा नहीं है मैंने उसे ,
पर वह रोज निहारती है तस्वीर मेरी ,
उसके पास होने के एहसास से भाग जाती है बिमारी मेरी,
पर अपनी बिमारी छुपाती है माँ मेरी ,
आज भी याद आती है तोह दिलमें कसक और आंखों में नमी छोड़ जाती है मेरी ,
वैसे तोह कुछ नहीं कहती है ,
पर मुझे पता है रातो को छुपकर रोती है माँ मेरी
I was really missing my MOM that Day
Wednesday, February 27, 2008
Tuesday, February 26, 2008
अच्छा लगता है
घंटो बारिश में रहना अच्छा लगता है,
रेल के स्टेशन पर बस युंह ही घंटो बैठे रहना अच्छा लगता है ,
सुबह सुबह खुली सड़क पर गाड़ी चलाना अच्छा लगता है ,
कुछ न सोच कर भी ख्यालों में खोये रहना अच्छा लगता है ,
किसी के बारे सोच कर बस यूहीं मुस्कुराना अच्छा लगता है ,
दोस्तों के साथ ज़ोर से खिलखिलाना अच्छा लगता है
छत पर रात को अकेले घंटो बिता देना अच्छा लगता है ,
हारे हुए लम्हों से अब तक के सफर को सोच कर आंखें नम कर लेना अच्छा लगता है ,
यूं तोह सब कुछ है थोड़ा और पाने की इच्छा करना अच्छा लगता है ,
किसी और की खुशी में खुश होना अच्छा लगता है ,
कभी तोह बस चुप बैठे रहना ही अच्छा लगता है ,
किसी बच्चे को मुस्कुराता हुआ देखना अच्छा लगत है ,
अनजानी भीड़ में किसी अपने का पुकारना अच्छा लगता है ,
किसी बिच्दे हुए का अचानक से फ़ोन आना और फिर उससे देर रात तक बात करना अच्छा लगता है ,
सुबह जल्दी उठने पर बसयूँही पड़े रहना अच्छा लगता है ,
किसी सुंदर अनजान से अचानक ही आँखें टकरा जाना और पलका थम जाना अच्छा लगता है ,

Monday, February 25, 2008
Aaj Chod Di Maine....
Well no one believed it and no one should either ,but aaj sharaab chod di maine
kyoon pata nahin ,ya shaayd pata hai may be...yes ..no
Lets see ,i think i am bored of drinking ya yeh kahe ki thak gay hoon , bambaiya language mein kahe to kantaal aa gaya hai.
Shuruwaat wahin se hui jahaan se lagbhag sab karte hain ,saat saal pehle dosto ke saath ,jab apne pitaji ko peete huye dekhta tha to khud se kehta tha ki khabhie nahin peeyong akhair,pehle yaaroon ke liye peeta tha ,phir masti ke liye, phir dekhawe ke liye, phir neend ke liye, per ab to saare reason bekaar ho gaye hain
zindagi ke Jis mod per main hoon waha masti nahin hoti ,dost kai saare hai jinki dosti mere peene na peene per depend nahin hoti ,aur ab to peene ke baad bhi neend nahin aati to koi reason nahin mil raha peene ka ....aur kehte hai na ki jis cheez ki zaroorat nahin hoti usey zindagi se nikal dena chaiye.
kitne din ke liye chodi hai pata nahin,koi wada nahin hai koi zid nahin hai ,bus chod di hai .jab chaloo kari thi to koi reason nahin tha kisi ne kaha nahin tha to ab chodi hai to bhi kisi ne kaha nahin hai ,kyoonki kisi ki baat maan kar chodna hota to shaayad bahut pehle chod deta , lekin kareeb kareeb 9 - 9.5 saal akele rehne ke baad kisi ka order lene ka man nahin hota per kehte hai na "never say never"
kya yeh aasaan hoga sach kahoon to bilkul pata nahin , par aasaan to chalna bhi nahin tha jab do saal ke the aur ab dekho maloom hi nahin padta chal rahe hai,per bahut zyada mushkil bhi nahin hogi kyoonki khabhie peene ki aadat nahin thi aisa nahin that ki nahin peeyonga to kahin dard hoga, aisa nhin hai ,per dikkat zaroor hogi khabhie lalak jaagegi ,khabhie man bhi karega per phir main bhi as my dad says "ziddi aulaad" hoon ,haroonga nahin.
bahut log kahenge nahin kar paayega aur zaahir si baat hai jis tarah se unhone mujhe dekha hai uske baad to koi bhi vishwaas nahin karega...
per un sabse sirf yehi kehna chahta hoon ki
"Tu waaqif nahin meri deewaangi se"
"Agar zid pe aaoon to khuda dhoond loonga"
Thoda jyada bol gaya per ab bol diya hai kar loonga
koshish hai , nahin karta to hamesha ek kasak reh jaati ki koshish karta to shayad kuch ho jata
is shayad mein nahin jeena chahta main...isliye dekho kahan tak jaata hoon ....per waada hai khud se bahut door jaoonga....
chao

Subscribe to:
Posts (Atom)