Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Aa fir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa
Pahle se marasim naa sahi fir bhi kabhi to
Rasmo rahe duniya hi nibhane ke liye आ
Kis kis ko batayenge judai ka sabab hum
Tu mujhse khafa hai to zamane ke liye आ
Kuch to mere pindar-e-mohabbat ka bharam rakh
Tu bhi to kabhi mujhko manane ke liye आ
Ik umr se hoon lazzat-e-giriya se bhi mehroom
Aye raahat-e-jaan mujhko rulane ke liye aa
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment